Jo Shaksh Ramdan Ka Chand Nazar Atay Hi Kam Say Kam
Aik Martaba Aur Ziada Say Ziada 3 Martaba
Surah Fatah(Para 26) Parhay Ga
Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman Main Rahay Ga.
1: Jis Waqt Ramadan Shareef Ka Chaand Daikha Jay Tu Surah Fatah Ko 3 Baar Parhnay Say Tamam Saal Rizq Main Farakhi Rehti Hai. (Janati Zevar, Page 596)
2: Dushmano Per Fatah Panay K Liay Is Ko 21 Martaba Parhain, Agar Ramazan Ka Chaand Daikh Kar Is K Samnay Parha Jay Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman Rahay Ga.
(Janati Zevar, Page 596)...
3. Jis Waqt Ramadan Shareef Ka Chaand Daikha Jay Tu Maghrib ki namaz k baad, Surah Qadar, 21 martaba pher len, sara saal rizq aap k pehcey asey bhagey ga jeysey pani nasheab ki tarf bhagta hai.
No comments:
Post a Comment